Ghar Se Nikalte Hi Chords – Armaan Malik

Ghar se nikalte hi guitar chords with strumming pattern sung by Armaan Malik.

Strumming Pattern: D UDUD UDU

Ghar se (F) nikalte hi
Kuch door (Bb) chal(C)te (F) hi
(F) Raste mein (Dm) hai (C) uska (F) ghar

(F) Pehli dafaa maine
(Am) Jab usko dekha to
(Bb) Saansein (C) gayi yeh (F) thehar

(F) Rehti hai dil mein (C) mere
(Dm) Kaise bataaun (F) usey
(Bb) Main toh nahi keh sakaa
(Am) Koi bataa de (C) usey

Ghar se (F) nikalte hi
Kuch door (Bb) chal(C)te (F) hi
(F) Raste mein (Dm) hai (C) uska (F) ghar

Music: (F) (Dm) (Bb) [x2]

(F) Uski gali (Dm) mein hai dhali
(Bb) Kitni hi (C) shaamein (F) meri
(Dm) Dekhe kabhi (Am) woh jo mujhe
(Bb) Khush hoon main (C) itne mein (F) hi

Maine (Bb) tareeke sau aazm(F)aaye,
Jaake (Bb) usey na kuch bol (F) paye
(G) Baithe rahe hum raat (F) bhar (C)

Jo paas (F) jaata hoon
(F) Sab bhool (Bb) jaa(C)ta ho(F)on
(F) Milti hai (Dm) jab (C) yeh (F) nazar

Ghar se (F) nikalte hi
Kuch door (Bb) chal(C)te (F) hi
(F) Raste mein (Dm) hai (C) uska (F) ghar

Music: (F) (Am) (Dm) (Bb) [x2]

(F) Kal jo miley (Dm) woh raahon mein
(Bb) Toh main (C) usey rok (F) loon
(Dm) Uske dil mein (Am) kya hai chhipa
(Bb) Ik baar (C) main poochh (F) loon

Par ab (Bb) wahaan woh rehti (F) nahi hai
Maine (Bb) suna hai woh jaa (F) chuki hai
(G) Khaali pada hai yeh she(C)har

Main phir bhi (F) jaata hoon, Sab (Bb) dohra(C)ata ho(F)on
Shayad (Dm) miley (C) kuch kha(F)bar
Ghar se (F) nikalte hi
Kuch door (Bb) chal(C)te (F) hi
(F) Raste mein (Dm) hai (C) uska (F) ghar

The post Ghar Se Nikalte Hi Chords – Armaan Malik appeared first on Tab and Chord.

Comments

Popular posts from this blog

Tere Jaisa Yaar Kahan Tabs – Yaarana

Aaj Bhi Piano Notes – Vishal Mishra

Main Bhi Nahin Soya Chords – SOTY 2