Khoya Khoya Chand Chords – Mohammed Rafi

Khoya Khoya Chand guitar chords with strumming pattern from old Hindi movie Kala Bazar sung by Mohammed Rafi.

Strumming Pattern: D DU UDU

[E] O ho ho [D] [E] ho
[E] Khoya khoya chaand, [G] khula [D] aasmaan
[E] Aankhon mein [G] saari [E] raat jaayegi [D] [G]
[E] Tumko bhi kaise [G] neend [E] aayegi

[D] Ho O [E] O ho ho
[E] Khoya khoya chaand, [G] khula [D] aasmaan
[E] Aankhon mein [G] saari [E] raat jaayegi [D] [G]
[E] Tumko bhi kaise [G] neend [E] aayegi

[E] O ho ho [D] [E] ho [E] khoya khoya chaand

[E] Masti bhari hawa jo chali
[A] Khil khil gayi, yeh dil ki kali
[E] Mann ki gali mein hai khalbali
Ke [D] unko toh [E] bulaao
[D] Ho O [E] O ho ho
[E] Khoya khoya chaand, [G] khula [D] aasmaan

[E] Taare chale, nazaare chale
[A] Sang sang mere woh saare chale
[E] Chaaron taraf ishaare chale
Kisi ke [D] toh ho [E] jaao
[D] Ho O [E] O ho ho
[E] Khoya khoya chaand, [G] khula [D] aasmaan

[E] Aisi hi raat, bheegi si raat
[A] Haathon mein haath hote woh saath
[E] Keh lete unse dil ki yeh baat
[D] Ab toh na [E] sataao
[D] Ho O [E] O ho ho
[E] Khoya khoya chaand, [G] khula [D] aasmaan

[E] Hum mit chale jinke liye
[E] Hum mit chale hain jinke liye
[A] Bin kuch kahe woh chup chup rahe
[E] Koi zara yeh unse kahe
[D] aise [E] aazmaao
[D] Ho O [E] O ho ho
[E] Khoya khoya chaand, [G] khula [D] aasmaan

The post Khoya Khoya Chand Chords – Mohammed Rafi appeared first on Tab and Chord.

Comments

Popular posts from this blog

Tere Jaisa Yaar Kahan Tabs – Yaarana

Ankhiyon Ke Jharokhon Se Piano Notes

Aaj Bhi Piano Notes – Vishal Mishra